Thursday, 14 February 2013

V-Day! V-Day! Yaay!

On the most Loveliest Day of the year, a dear friend of mine has written the most loveliest poem for his Love. :)

Paribhasha!

Baitha rehta tha yuun main tanha
Akele mann he mann muskurayee
Hoti thee kamii mehsoos kisiiki   :*(
Par afsos yeh kamii oojhal na ho paayee
Sangat to thee galat,
Par galat nahe tha mera matt
Bigdaa mera vesh,bigdii meri bhassha
Haath aaye sirf niraasha
Chadd gaya tha hriday mein
Mere ahankar aur ghamand
Par nah bigdaa kuch to wah tha mera sachcha mann
Ghumtaa tha galiyon mein dinbhar
Apeksha meinki miolegaa kisika saath
Par saabit ho jaata tha main galat,kyunki
Akeley he ho jaati thi raat
Biklakhtaa tah main jab bhuuk se
Tab ek he cheeze ki kami  mehsoos hoti ,
Woh tee uske haath ki roti
Baavjuud roti toh nah hoti;
Par tanhaaye zaroor saath hoti.
Manzil ki raah se badalte gaye mere raastein;
Par waqt ki iss aandhi se main nah badla
Kunki ankh mundtein hee yaad aati unki yaadein:
Sochtein they unhe aitna naah yaad karengay;
Par kya pata tha aankh band karte hee iraadey badal jayengay.
Safalta se chadungaa seedhi kaamyabi ki
Yeh the hamari dono ki aasha
Kaafir ho jaayegee niraahsha.
Khabar nah tha,sandeh nah tha
Naa he kii thi akaanksha ya apeksha;
Kay kuch hee panktiyon mein zaahir kar paaungaa apne
JEEVAN KI PARIBHAASHA...